Chordyes

Albeliya

Albeliya Lyrics by Kailash Kher

Koi Parda Koi Aulat Meri Hi Aankhon Mein Maare Maare Hai.. Taana Maare Maare Hai.. Taana Jab Jhizki Jab Kaampi Hothon Ki Jodi To Maine Haan Maine.. Jaana Maine Maine Haan.. Jaana Main To Azaadi Main Bhi Kaid Ho Gayi Mere Albeliya Tu Kheliya Main To Azaadi Main Bhi Kaid Ho Gayi Mere Albeliya Tu Kheliya Albeliya Tu Kheliya Badla Hai Sheesha Ya Main Ho Gayi Nai Mere Albeliya Tu Kheliya Albeliya Main Tu Kheliya Main Jo Duniya Ka Chehra Niharoon Unko Hi Paayun Par Wo Jab Bhi Meri Or Dekhein Chehra Chupayun...haan.. Khwabon Mein Haan Mere Khuda Rang Bhar Rahe Hain.. Unka Janoon Aur Meri Jaan Ik Kar Rahe Hain.. Hai Lutne Mein Kitna Maza Hai Kaise Bataun Dekhun Khud Ko To Jaise Aur Hai Koi Mere Albeliya Tu Kheliya Jhoothi Main Jhoothi Thehri Tu Sahi Sahi Mere Albeliya Tu Kheliya