Main Ek Fard Hoon
Ya Ek Ehsaas Hoon
Main Ek Jism Hoon
Ya Rooh Ki Pyaas Hoon
Ki Sach Ki Talaash Hai
Door Aakaash Hai
Manzil Paas Nahi
Kya Tu Mere Paas Hai
Kabhi Mein Aam Rahoon
Kabhi Beaam Rahoon
Gar Tujhme Nahi
To Phir Main Mehal Hoon
Ki Sach Ki Talaash Hai
Door Aakaash Hai
Manzil Paas Nahi
Kya Tu Mere Paas Hai
Ki Sach Ki Talaash Hai
Door Aakaash Hai
Manzil Paas Nahi
Kya Tu Mere Paas Hai
Ki Sach Ki Talaash Hai
Door Aakaash Hai
Manzil Paas Nahi
Kya Tu Mere Paas Hai
Main Ek Fard Hoon
Ya Ek Ehsaas Hoon
Main Ek Jism Hoon
Ya Rooh Ki Pyaas Hoon