--Female--
La, La La La La La,
La La La La La La La
La, La La La La,
La La La La La
Tu Tu Hai Vohi
Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan
Ab To Yeh Jeena
Tere Bin Hai Saza
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
Phir Ho Na Judaa,
Haan Yeh Vaada Raha
Main Aawaaz Hoon Toh
Tu Hai Geet Mera
Main Aawaaz Hoon Toh
Tu Hai Geet Mera
Jahan Se Niraa...la
Manmeet Mera
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
Phir Ho Na Judaa,
Haan Yeh Vaada Raha
Tu Tu Hai Vohi
Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan
Ab To Yeh Jeena
Tere Bin Hai Saza
--Male--
Kisi Mod Pe Bhi Na
Yeh Saath Toote
Mere Haath Se Tera
Daaman Na Chhoote
--Female--
La La, La La La, La La La
Kabhi Khwaab Mein Bhi Tu
Mujhse Na Roothe
Mere Pyaar Ki Koi
Khushiyaan Na Loote
--Male--
Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
Phir Ho Na Judaa,
Haan Yeh Vaada Raha
Tu Tu Hai Vohi
Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Vahan
Ab To Yeh Jeena
Tere Bin Hai Saza
--Female--
Tujhe Main Jahan Ki
Nazar Se Chura Loon
Kahin Dil Ke Kone Mein
Tujhko Chhupa Loon
--Male--
Kabhi Zindagi Mein
Pade Mushkilein To
Mujhe Tu Sambha Le
Tujhe Main Sambha Loon
--Female--
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
O Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehrein Jis Tarah
Phir Ho Na Judaa,
Haan Yeh Vaada Raha
--Both--
Tu Tu Hai Vohi
Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan
Main Hoon Vahan
Ab To Yeh Jeena
Tere Bin Hai Saza
O La La La La La La,
La La La La La La La La
Phir Ho Na Judaa,
Haan Yeh Vaada Raha
--Female--
Yeh Vaada Raha