Jai Ho Jai Ho Shankara
(Bholenath Shankara)
Aadi Dev Shankara
(Hey Shivaay Shankara)
Tere Jaap Ke Bina
(Bholenath Shankara)
Chale Ye Saans Kis Tarah
(Hey Shivaay Shankara)
Mera Karm Tu Hi Jaane
Kya Bura Hai Kya Bhala
Tere Raaste Pe
Main Toh Aankh Mund Ke Chala
Tere Naam Ki Jyot Ne
Sara Har Liya Tamas Mera
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Jai Trilok Naath Shambhu
He Shivaay Shankara
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev He Maheshwara....
Shristi Ke Janam Se Bhi...
Pehle Tera Vaas Tha...
Yeh Jagg Rahe Ya Na Rahe
Rahegi Teri Aastha...
Kya Samay Kya Pralay
Dono Mai Teri Mahaanata..
Mahaanata......mahaanataa
Seepiyon Ki Ontt Main
(Bholenath Shankara)
Motiyan Ho Jis Tarah
(Hey Shivay Shankara)
Mere Mann Mein Shankara
(Bholenath Shankara)
Tu Basa Hai Uss Tarah
(Hey Shivay Shankara)
Mujhe Bharam Tha Jo Hai Mera
Tha Kabhi Nahin Mera
Arth Kya Nirarth Kya
Jo Bhi Hai Sabhi Tera
Tere Saamne Hai Jhuka
Mere Sar Pe Haath Rakh Tera
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Jai Trilok Naath Shambhu `
He Shivaay Shankara
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev He Maheshwara....
Chandrama Lalaat Pe..
Bhasm Hai Bhujaaon Mein
Vastra Baagh Chhaal Ka..
Hai Khadau Paanv Mein..
Pyaas Kya Ho Tujhe
Ganga Hai Teri Jataaon Mein..
Jataaon Mein..
Jataaon Mein
Doosron Ke Waaste
(Bholenath Shankara)
Tu Sadaive Hai Jiya
(Hey Shivay Shankara)
Maanga Kuch Kabhi Nahi
(Bholenath Shankara)
Tune Sirf Hai Diya
(Hey Shivay Shankara)
Samudra Manthan Ka Tha Samay Jo Aa Pada
Dwandwa Dono Lok Me Vishamrit Pe Tha Chida
Amrit Se Bhi Main Baant Ke
Pyaala Vish Ka Tune Khud Piya
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Jai Trilok Naath Shambhu
He Shivaay Shankara
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev He Maheshwara....