Suraj Hua Maddham
Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay
Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham
Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay
Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha
Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saas Thamne Lagi
Oh....kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna....
Kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Ooo...Humming Part Chords :
............................................
.........................
Suraj Hua Maddham
Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay
Kyon Pighalne Laga
Main Thehri Rahi
Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saas Thamne Lagi
Oh....kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna....
Kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Hai Khoobsurat Yeh
Pal Sab
Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein
Jo
Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana
Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se
Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam
Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se
Tum Janam Janam
Main Thehra Raha
Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saas Thamne Lagi
Oh....kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna....
Kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Tere Hi Rang Se Yun
Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi
Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahi...ya
We Tere Ishq Mein
Haan Doob Ke
Paar Main Ho Rahi Hoon
Sanam
Sagar Hua Pyaasa
Raat Jagne Lagi
Sholon Ke Dil Mein
Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehri Rahi
Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil
Saas Thamne Lagi
Oh....kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna....
Kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham
Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay
Kyon Pighalne Laga
Sajna....
Kya Yeh Mera
Pehla Pehla Pyaar Hai