Aey Hey..... Aey Aey Aey Hey
Aey Hey Ae Ae Ae Hey
O Ho Ho Ho Ho Ho Ho O
Ho Ho Ho O
Ye Taara Woh Taara Har Taara
Ye Taara Woh Taara Har Taara
Dekho Jisse Bhi Lage Pyaara
Ye Taara Woh Taara Har Taara
Ye Sab Saath Mein Jo Hai Raat Mein
Toh Jagmagaaya Aasmaan Saara
Jagmag Taare Do Taare Nau Taare Sau Taare
Jagmag Saare Har Taara Hai Sharaara
Tum Ne Dekhi Hai Dhanak Toh
Bolo Rang Kitne Hain
Saat Rang Kehne Ko
Phir Bhi Sang Kitne Hain
Samjho Sabse Pehele Toh
Rang Hote Akele Toh
Indranush Banta Hi Nahin
Ek Na Ham Ho Paaye Toh
Anyaai Se Ladne Ko
Hogi Koyi Janta Hi Nahin
Phir Na Kehna Nirbal Hai Kyun Haara
Hmm Hmm Aara Taara
Ye Taara Woh Taara Har Taara
Ye Taara Woh Taara Har Taara
Dekho Jisse Bhi Lage Pyaara
Ye Taara Woh Taara Har Taara
Ye Sab Saath Mein Jo Hai Raat Mein
Toh Jagmagaaya Aasmaan Saara
Jagmag Taare Do Taare Nau Taare Sau Taare
Jagmag Saare Har Taara Hai Sharaara