Aye Saala...
Abhi Abhi...
Huaa Yaqeen...
Ki Aag Hai...
Mujh Mein Kahin..
Hui Subhaah...
Main Jal Gaya...
Suraj Ko Main..
Nigal Gaya...
Ruu-Ba-Ruu Roshni...
Ruu-Ba-Ruu Roshni Heyy..
Jo Gumshuda-Sa Khwaab Tha
Woh Mil Gaya
Woh Khil Gaya
Wo Loha Thaa Pighal Gaya
Khichhaa Khichhaa
Machal Gaya
Sitaar Mein Badal Gaya
Ruu-Ba-Ruu Roshni...
Ruu-Ba-Ruu Roshni Heyy...
Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera
Nayi Dagar Naya Safar Mera
Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera
Nazar Mila Zara
Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera
Nayi Dagar Naya Safar Mera
Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera
Nazar Mila Zara
Aandhiyon Se Jhagad Rahi Hai Lau Meri..
Ab Mashaalon Si Badh Rahi Hai Lau Meri...
Naamo Nishaan Rahe Na Rahe
Ye Kaaravaan Rahe Na Rahe
Ujaale Main
Pee Gaya
Roshan Huaa
Jee Gaya
Kyon Sehte Rahe
Ruu-Ba-Ruu Roshni...
Ruu-Ba-Ruu Roshni Heyy...
Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera
Nayi Dagar Naya Safar Mera
Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera
Nazar Mila Zara