Chordyes

Khuda Jaane

Vishal-Shekhar & KK의 Khuda Jaane 가사

Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon Tum Pe Hi Aa Ke Rukta Hoon Kya Ye Sab Ko Hota Hai Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se Tum Se Hi Sab Batein Ab Se Ban Gaye Ho Tum Meri Dua Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon Tum Pe Hi Aa Ke Rukta Hoon Kya Ye Sab Ko Hota Hai Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se Tum Se Hi Sab Batein Ab Se Ban Gaye Ho Tum Meri Dua Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon Khuda Jaane Main Mit Gaya Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Tu Kahe To Tere Hi Kadam Ke Main Nishanon Pe Chaloon Rukoon Ishaare Pe........ Tu Kahe To Khwaabon Ko Bana Ke Main Bahana Sa Mila Karoon Sir Haane Pe.... Ohh, Tum Se Dil Ki Baatein Seekhi Tum Se Hi Ye Raahe Seekhi Tum Pe Marr Ke Main To Jee Gaya Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon Khuda Jaane Main Mit Gaya Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Dil Kahe Ke Aaj To, Chupa Lo Tum Panaahon Mein Ke Darr Hai Tum Ko Kho Doonga.. Dil Kahe Sambhal Zaraa Khushi Ko Naa Nazar Laga Ke Darr Hai Main To Ro Doonga... Hoo, Karti Hoon Sau Vaade Tum Se Bandhe Dil Ke Dhaage Tum Se Ye Tumhe Na Jaane Kya Hua Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon Khuda Jaane Main Mit Gaya Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda Sajde Mein Yun Hi Jhukta Hoon Tum Pe Hi Aa Ke Rukta Hoon Kya Ye Sab Ko Hota Hai Hum Ko Kya Lena Hai Sab Se Tum Se Hi Sab Batein Ab Se Ban Gaye Ho Tum Meri Dua Khuda Jaane Ke Mein Fidaa Hoon Khuda Jaane Main Mit Gaya Khuda Jaane Ye Kyun Hua Hai Ke Ban Gaye Ho Tum Mere Khuda