Chordyes

Aisa Zakhm Diya Hai

Udit Narayan & Anu Malik의 Aisa Zakhm Diya Hai 가사

..............Aaya Hoon Yaaron ..............Dil Apna Deke ...........Aankhon Mein Chehraa ..............Kisi Ka Leke ..............Voh Dil Ka Kaatil ..............Dilbar Hamaara .............Jiske Liye Main ..............Hua Aawaara ..............Milte Hi Jisne .............. Chooma Tha Mujhko ..............Phir Na Palat Ke ..............Dekha Dobaara Aur Isi Liye Doston Maine Faislaa Kiya Ke Phir Kabhi Kisi Se Pyaar Nahin Karoonga Kabhi Kisi Ladki Ko Apna Dil Nahin Doonga Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga Aisa Zakhm Diya Hai Raseele Honth, Chhalakte Gaaaal Mastaani Chaaal Buraa Kar De Haaaal Palak Bhadke Ye Dil Dhadke Umar Ki Uthaan, Kadakti Kamaaal Qaatil Adaa, Zaalim Hayaa Mere Khudaaa, Mere Khudaa Shola Baedan, Baheka Chaamman, Magar Yaaronn... Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega Hum To Jaan Dekar Yunhi Mar Mite The Sun Lo Ae Haseenon, Yeh Humse Ab Na Hoga Aisa Zakhm Diya Hai Raseele Honth, Chhalakte Gaaaal Mastaani Chaaal Buraa Kar De Haaaal Palak Bhadke Ye Dil Dhadke Umar Ki Uthaan, Kadakti Kamaaal Qaatil Adaa, Zaalim Hayaa Mere Khudaaa, Mere Khudaa Tu Jo Kahe To Taaron Mein Tujhe Lekar Chaloon Tu Jo Kahe To Kadmon Mein Unhe La Daal Doon Seene Se Lagaake Yeh Badan Kar Doon Gulaabi Chehra Choom Karke Main Banaa Doon Aaftaabi Hey Hey, La La La La, La Hum To Jaan Dekar Tumpe Mar Mite Hain Kaun Pyaar Tumse Itna Karega Aisa Zakhm Diya Hai Jo Na Phir Bharega Har Haseen Chehre Se Ab Yeh Dil Darega Aisa Zakhm Diya Hai ..............Aaya Hoon Yaaron ..............Dil Apna Deke ...........Aankhon Mein Chehraa ..............Kisi Ka Leke ...........Yahin Pe Kahin ..............Chhupaa Hi Hoga