Tum Paas Aaye Yun Muskuraaye
Tumne Na Jaane Kya
Sapne Dikhaaye
Ab To Mera Dil
Jaage Na Sota Hai
Kya Karoon Haye
Kuch Kuch Hota Hai
Kya Karoon Haye
Kuch Kuch Hota Hai
Naa Jaane Kaisa
Ehsaas Hai
Bujhti Nahi Hai
Kya Pyaas Hai
Kya Nasha Is Pyaar Ka
Mujhpe Sanam, Chaane Laga
Tanhai Mein Dil
Jaage Na Sota Hai
Kya Karoon Haye
Kuch Kuch Hota Hai
Kya Karoon Haye
Kuch Kuch Hota Hai
Tum Paas Aaye Yun Muskuraaye
Tumne Na Jaane Kya
Sapne Dikhaaye
Ab To Mera Dil
Jaage Na Sota Hai
Kya Karoon Haye
Kuch Kuch Hota Hai
Kya Karoon Haye
Kuch Kuch Hota Hai