Chordyes

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya

Shankar-Jaikishan & Mohammed Rafi의 Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya 가사

Kaun Hai Jo Sapnon Meinaaya Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi Ishq Mera Ranglaya Kaun Hai Jo Sapnon Meinaaya Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi Ishq Mera Ranglaya O Priya Aa Aaaa Aa Aa Zindagi Ke Har Ek Mod Pe Mein Geet Gata Chala Ja Raha Hoon Zindagi Ke Har Ek Mod Pe Mein Geet Gata Chala Ja Raha Hoon Bekhudi Ka Yeh Aalam Na Poocho Manzilo Se Badha Ja Raha Hoon Manzilo Se Badha Ja Raha Hoon Kaun Hai Jo Sapnon Meinaaya Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi Ishq Mera Ranglaya O Priya Aa Aaaa Aa Aa Saj Gayi Aaj Sari Dishaye Khul Gayi Aaj Jannat Ki Raahein Saj Gayi Aaj Sari Dishaye Khul Gayi Aaj Jannat Ki Raahein Husn Jab Se Mera Ho Gaya Hai Mujh Pe Padti Hai Sabki Nigahein Mujh Pe Padti Hai Sabki Nigahein Kaun Hai Jo Sapnon Meinaaya Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi Ishq Mera Ranglaya O Priya Aa Aaaa Aa Aa Jism Ko Maut Aati Hai Lekin Rooh Ko Maut Aati Nahi Hai Jism Ko Maut Aati Hai Lekin Rooh Ko Maut Aati Nahi Hai Ishq Roshan Hai Roshan Rahega Roshni Iski Jaati Nahi Hai Roshni Iski Jaati Nahi Hai Kaun Hai Jo Sapnon Meinaaya Kaun Hai Jo Dil Mein Samaya Lo Jhuk Gaya Aasmaan Bhi Ishq Mera Ranglaya O Priya Aa Aaaa Aa Aa