Chordyes

Woh Pehli Baar

Shaan & Vishal-Shekhar의 Woh Pehli Baar 가사

Woh Pehli Baar Jab Ham Mile Hathon Mein Haath Jab Ham Chale Hogaya Yeh Dil Deewana, Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana Teri Aankhon Mein Jannat Basa Ke Chala, Teri Zulfo Ki Chaaon Mein Chalta Chala Tere Naino Mein Chain, Tere Lab Pe Khushi Tujhko Hee Main Mohabbat Bana Ke Chala Woh Pehli Baar Jab Ham Mile Ho Gaye Shuru Yeh Silsile Hogaya Yeh Dil Deewana, Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana Khilti Kaliyon Mein Dhundhu Bas Tere Disha Main Na Jaanu Hai Aakhir Yeh Kya Karva Tujhe Dekhu To Aaye Lab Pe Khushi Khuda Na Kare Ho Kabhi Duriya Woh Pehli Baar Jab Ham Mile Hathon Mein Haath Jab Ham Chale Hogaya Yeh Dil Deewana, Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana Hogaya Hun Mai Pagal Ab Tere Liye Tere Bin Dil Bechara Yeh Kaise Jeeye Maine Khoya Hai Chain, Paayi Tujhmein Khushi Tu Bani Jaane Jaana Meri Zindagi. Woh Pehli Baar Jab Ham Mile Hathon Mein Haath Jab Ham Chale Hogaya Yeh Dil Deewana, Hota Hai Pyar Kya Kisne Jaana Teri Aankhon Mein Jannat Basa Ke Chala, Teri Zulfo Ki Chaaon Mein Chalta Chala Tere Naino Mein Chain, Tere Lab Pe Khushi Tujhko Hee Main Mohabbat Bana Ke Chala