Chordyes

Kya Hua Tera Waada

R.D. Burman & Mohammed Rafi의 Kya Hua Tera Waada 가사

Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Iraada Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Iraada Bhoolega Dil Jis Din Tumhe Woh Din Zindagi Ka Aakhri Din Hoga Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Iraada Yaad Hai Mujhko Tune Kaha Tha Tumse Nahi Ruthenge Kabhi Dil Ki Tarah Se Haat Mile Hain Kaise Bhala Chootengey Kabhi Teri Baahon Mein Beeti Har Shaam Bewafa Yeh Bhi Kya Yaad Nahin Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Iraada Bhoolega Dil Jis Din Tumhe Woh Din Zindagi Ka Aakhri Din Hoga Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Iraada O Kehne Waale Mujhko Farebi Kaun Farebi Hai Yeh Bata Woh Jisne Gham Liya Pyaar Ke Khatir Ya Jisne Pyaar Ko Bech Diya Nasha Daulat Ka Aisa Bhi Kya Ke Tujhe Kuch Bhi Yaad Nahi Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Iraada Bhoolega Dil Jis Din Tumhe Woh Din Zindagi Ka Aakhri Din Hoga