Chordyes

Bachna Ae Haseeno

R.D. Burman & Kishore Kumar의 Bachna Ae Haseeno 가사

Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Hay Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Husn Ka Aashiq Husn Ka Dushman Apni Ada Hai Yaaron Se Judaa Hai Ho Hai Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Hay Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Husn Ka Aashiq Husn Ka Dushman Apni Ada Hai Yaaron Se Judaa Hai Ho Hai Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Hai Duniya Mein Nahin Hai Aaj Meraa Sa Deewana Pyaar Vaalon Ki Jubaan Pe Hai Mera Hi Taraana Sabki Rang Bhari Aankhon Pe Aaj Chamak Raha Hai Mera Hi Nasha Hi Ho Hai Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Laa Lala Laa Laa.. Laa Lala Laa Laa... Jaam Milte Hain Aadab Se Shaam Deti Hai Salaami Geet Jhukte Hai Labon Pe Saaz Karte Hain Ghulaami Ho Koi Pardaa Ya Baadshaah Aaj To Sab Hain Mujhpe Fidaa Hai Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Ek Hungaama Uthaa Doon Main To Jaaoon Jidhar Se Jeet Leta Hoon Dilon Ko Ek Halki Si Nazar Se Mehboobon Ki Mehfil Mein Aaj Chhayi Hai Chhayi Hai Meri Hi Adaa Hai Ho Hai Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Hay Bachnaa Ae Haseenon Lo Main Aa Gaya Husn Ka Aashiq Husn Ka Dushman Apni Ada Hai Yaaron Se Judaa Hai Ho