Verse
Chandrakanta Ki Kahani
Ye Mana Hai Purani
Ye Purani Hokar Bhi
Badi Lagti Hai Suhaani
Chorus
Naugarh Vijaygarh Mein Thi Takraar
Naugarh Ka Thaa Jo Rajkumaaar
Chandrakanta Se Karta Thaa Pyaar
Chandrakanta Se Karta Thaa Pyaar
Verse
Jahan Chahat Wahan Nafrat
Jahan Saazish Wahan Himmat
Kahin Milti Nahin Raahat
Har Kadam Par Hai Qayamat
Chorus
Aise Iss Mahaul Mein
Rajkumar Ki Yaad Mein
Jal Rahi Hai Chandrakanta
Jal Rahi Hai Chandrakanta