Chordyes

Tere Bina Jiya Jaaye Na

Lata Mangeshkar & R.D. Burman의 Tere Bina Jiya Jaaye Na 가사

Tere Bina Jiya Jaaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Bin Tere Tere Bin Saajana Saans Mein Saans Aaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Jab Bhi Khayaalon Mein Tuu Aaye Mere Badan Se Khushbuu Aaye Jab Bhi Khayaalon Mein Tuu Aaye Mere Badan Se Khushbuu Aaye Mehake Badan Mein Raha Na Jaaye Raha Jaaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Bin Tere Tere Bin Saajana Saans Mein Saans Aaye Na Reshami Raatein Roz Na Hongi Yeh Saugaatein Roz Na Hongi Reshami Raatein Roz Na Hongi Yeh Saugaatein Roz Na Hongi Zindagi Tujh Bin Raas Na Aaye Raas Aaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na Bin Tere Tere Bin Saajana Saans Mein Saans Aaye Na Tere Bina Jiya Jaaye Na