Pariyo Ki Nagri Se Aaya Chunnumunnu Pyara
Sundar Mukhda Chand Ka Tukda Sabka Raj Dulara

Bachpan Itna Natkhat Hai To Kaisi Hogi Jawani

Haye Dekhegi Jo Ek Nazar Ho Jayegi Deewani
Jane Kis Kis Ka Dil Tode Pyar Ka Ye Banjara
Pariyo Ki.....
Pariyo Ki Nagri Se Aaya Chunnumunnu Pyara
Sundar Mukhda Chand Ka Tukda Sabka Raj Dulara
Motar To Kya Udan Khatola Dadi Ma Le Degi

Ho Maal Khajana Mahal Madiya Sab Isko De Degi
Sare Jag Ka Chanda Dadi Ki Ankhiyan Ka Tara
Pariyo Ki....