Kahani Suno
Zubani Suno Han
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Kahani Suno
Zubani Suno Han
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Dewana Huwa
Mastana Huwa
Teri Chahat Main Kitna
Fasana Huwa
Tere Aane Ki Khushbu,
Tere Jane Ka Manzar
Tuje Milna Padega
Ab Zamana Huwa
Sadaiyein Suno Ha
Jafain Suno
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Hai Tamana Hume Tumhe
Dulhan Banaye
Tere Hathon Pe Mehendi
Apne Naam Ki Sajaiyein
Tere Lele Balaye,
Tere Sadqe Taare
Hai Tamanna Hume
Tumhe Apna Banaye
Nahi Mushkil Wafa
Zara Dekho Yahan
Tere Aankhon Basta Hai
Mera Jahan
Kabhi Sun Toh Zara Jo
Main Keh Na Saka
Meri Duniya Tum Hi Ho
Tum Hi Aasara
Duwaaein Suno
Sazayein Suno
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Kahani Suno Ha
Zubani Suno
Muje Pyar Huwa Tha
Ikrar Huwa Tha
Muje Pyar Huwa Tha
Pyar Huwa Tha
Pyar Huwa Tha
Pyar Huwa Tha......