Chordyes

Dil Sukoon

Havi & third fret의 Dil Sukoon 가사

Verse 1 Toh Ab Yeh Teh Huwa Keh Hum Sochein Tujhay Raat Din Sunti Humein Yeh Fizaa Tujh Tak Na Pohanchay Sadaa Jaan-E-Dil Jo Bhi Huwa So Huwa Wehshat Barhay Mann Ki Ab Tere Bin Pre-Chorus Raatein Saaya Sooni Kaayaa? Tum Se Naata Jab Se Tha Paaya Dil Sukoon Jaanay Na Chorus Kyun Dil Sukoon Jaanay Na? Tu Bhi Kyun Maanay Na Verse 2 Dhoop Ke Kahay Bina Din Bhala Yahan Kab Hua? Aap Hi Samait Lo Mein Sadaa Ka Bikhra Huwa Aap Ke Bina Baagh-E-Dil Mei Kab Kya Huwa? Mil Gaye Bhi Toh Daagh-E-Dil Kam Na Huwa Pre-Chorus Raatein Saaya Sooni Kaayaa? Tum Se Naata Jab Se Tha Paaya Dil Sukoon Jaanay Na Chorus Kyun Dil Sukoon Jaanay Na? Tu Bhi Kyun Maanay Na