Tere Sang Yaara
Khush Rang Bahara
Tu Raat Deewani
Main Zard Sitaara...aa
O Karam Khudaya Hai
Tujhe Mujhse Milaya Hai
Tujhpe Marke Hi Toh
Mujhe Jeena Aaya Hai
Tere Sangyaara
Khush Rang Bahara
Tu Raat Deewani
Main Zard Sitaara
Tere Sang Yaara
Khush Rang Bahara
Tu Raat Deewani
Main Zard Sitaara
Kahin Kisi Bhi Gali Mein Jaaun Main
Teri Khushboo Se Takraaun Main
Har Raat Jo Aata Hai Mujhe
Woh Khwaabtu
Tera Mera Milna Dastoor Hai
Tere Hone Se Mujhme Noor Hai
Main Hoon Soona Sa Ek Aasmaan
Mehtaabtu
O Karam Khudaya Hai
Tujhe Mujhse Milaya Hai
Tujhpe Marke Hi Toh
Mujhe Jeena Aaya Hai
Tere Sangyaara
Khush Rang Bahara
Tu Raat Deewani
Main Zard Sitaara
Tere Sang Yaara
Khush Rang Bahara
Tu Raat Deewani
Main Zard Sitaara
Maine Chhode Hain Baaki Saare Raste
Bas Aaya Hoon Tere Paas Re
Meri Aankhon Mein Tera Naam Hai
Pehchaanle
Sab Kuch Mere Liye Tere Baad Hai
Sau Baaton Ki Ik Baat Hai
Main Na Jaunga Kabhi Tujhe Chhod Ke
Ye Jaanle
O Karam Khudaya Hai
Tujhe Mujhse Milaya Hai
Tujhpe Marke Hi Toh
Mujhe Jeena Aaya Hai
O Tere Sang Yaara
Khush Rang Bahara
Tu Raat Deewani
Main Zard Sitaara
O Tere Sang Yaara
Khush Rang Bahara
Main Behta Musafir
Tu Thehra Kinara