Chordyes

Safar

Arijit Singh & Pritam의 Safar 가사

Ab Na Mujhko Yaad Beeta Main Toh Lamhon Mein Jeeta Chala Ja Raha Hoon. Main Kahaan Pe Ja Raha Hoon... Kahaan Hoon... Iss Yaqeen Se Main Yahan Hoon... Ki Zamana Yeh Bhala Hai Aur Jo Raah Mein Mila Hai. Thodi Door Jo Chala Hai Woh Bhi Aadmi Bhala Tha. Pata Tha.... Zara Bas Khafa Tha.... Woh Bhatka Sa Raahi Mere Gaanv Ka Hi Woh Rasta Puraana Jisey Yaad Aana Zaroori Tha Lekin Jo Roya Mere Bin. Wo Ek Mera Ghar Tha Puraana Sa Darr Tha. Magar Ab Na Main Apne Ghar Ka Raha.. Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha. Idhar Ka Hi Hoon Na Udhar Ka Raha Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha. Idhar Ka Hi Hoon Na Udharka Raha Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha. Main Raha... O O... Main Raha... Wo O... Main Raha......... Meel Pattharon Se Meri Dosti Hai Chaal Meri Kya Hai Raah Jaanti Hai. Jaane Rozana............. Zamana Wohi Rozana... Shehar Shehar Fursaton Ko Bechta Hoon Khaali Haath Jaata Khaali Laut Ta Hoon. Aise Rozana............ Rozana Khud Se Begana.... Jabse Gaanv Se Main Shehar Hua Itna Kadva Ho Gaya Ki Zehar Hua Main Toh Rozana.... Na Chaaha Tha Yeh Ho Jaana Maine.... Ye Umrr, Waqt, Raasta.. Guzarta Raha.... Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha. Chorus Amidhar Ka Hi Hoon Na Udhar Ka Raha Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha. Idhar Ka Hi Hoon Na Udhar Ka Raha Safar Ka Hi Tha Main Safar Ka Raha. Main Raha... O O... Main Raha... Wo O...