Chordyes

Roobaroo

A. R. Rahman & Naresh Iyer의 Roobaroo 가사

Aye Saala... Abhi Abhi... Huaa Yaqeen... Ki Aag Hai... Mujh Mein Kahin.. Hui Subhaah... Main Jal Gaya... Suraj Ko Main.. Nigal Gaya... Ruu-Ba-Ruu Roshni... Ruu-Ba-Ruu Roshni Heyy.. Jo Gumshuda-Sa Khwaab Tha Woh Mil Gaya Woh Khil Gaya Wo Loha Thaa Pighal Gaya Khichhaa Khichhaa Machal Gaya Sitaar Mein Badal Gaya Ruu-Ba-Ruu Roshni... Ruu-Ba-Ruu Roshni Heyy... Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera Nayi Dagar Naya Safar Mera Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera Nazar Mila Zara Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera Nayi Dagar Naya Safar Mera Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera Nazar Mila Zara Aandhiyon Se Jhagad Rahi Hai Lau Meri.. Ab Mashaalon Si Badh Rahi Hai Lau Meri... Naamo Nishaan Rahe Na Rahe Ye Kaaravaan Rahe Na Rahe Ujaale Main Pee Gaya Roshan Huaa Jee Gaya Kyon Sehte Rahe Ruu-Ba-Ruu Roshni... Ruu-Ba-Ruu Roshni Heyy... Dhuaan Chhataa Khula Gagan Mera Nayi Dagar Naya Safar Mera Jo Ban Sake Tu Hamsafar Mera Nazar Mila Zara