Intro
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Pre Chorus
Yaaron Jee Bhar Ke Jeele Pal
Lagta Hai Aaj Kal
Daur Apna Aayega
Yaaron Jo Khud Pe Ho Yakeen
Toh Zindagi Haseen
Tujhe Kal Bulayega
Yaaron Jee Bhar Ke Jee Le Pal
Lagta Hai Aaj Kal
Daur Apna Aayega
Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
Toh Zindagi Haseen
Tujhe Kal Bulayega
Chorus
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Jeene Mein
(Hai Junoon Sa Jeene Mein)
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Seene Mein
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Jeene Mein
(Hai Junoon Sa Jeene Mein)
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Seene Mein
(Hai Junoon Sa Seene Mein)
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Verse
Kahin Jaise Koi Dhun Baje
Raahon Mein Dekho Hai Manzil Saje Saare
Hum Hi Hum Jahan Mein Har Jagah
Sapne Sajane Ki Humko Mili Vajeh
Kahin (Kahin) Jaise Koi (Koi) Dhun Baje (Hoo..)
Raahon Mein Dekho Hai Manzil Saje Saare
Hum Hi (Hum Hi) Hum Jahan Mein (Harrr) Jagah
Sapne Sajane Ki Humko Mili Vajeh
Yeh Agar Jo Sach Nahi
To Sach Bhala Hai Kya
Pre Chorus
Yaaron
Apne Hisab Se
Dil Ki Kitab Pe
Kuch To Naya Likho
Yaaron Anjano Ki Fikar
Na Karti Yeh Umar
Phir Kyun Bhala Daro
Chorus
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Jeene Mein
(Hai Junoon Sa Jeene Mein)
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Seene Mein
Hai Junoon
Hai Junoon
Verse
Kabhi Jo Milenge Raaste
Pal Mein Hi Chamkegi Hasi Purani Toh
Kaho Kya Kahoge Phir Hamey
Kaise Chupaoge Nami Yeh Palko Ki
Kabhi (Kabhi) Jo Milenge (Milenge) Raaste
Pal Mein Hi Chamkegi Hasi Purani Toh
Kaho (Kaho) Kya Kahoge (Phirrr) Hamey
Kaise Chupaoge Nami Yeh Palko Ki
Yeh Bata Hai Kya Hua
Hua Hai Kyon Bata
Pre Chorus
Yaaron Jee Bhar Ke Jee Le Pal
Lagta Hai Aaj Kal
Daur Apna Aayega
Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
Toh Zindagi Haseen
Tujhe Kal Bulayega
Chorus
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Jeene Mein
(Hai Junoon Sa Jeene Mein)
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Seene Mein
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Jeene Mein
(Hai Junoon Sa Jeene Mein)
Hai Junoon
Hai Junoon Sa Seene Mein
(Hai Junoon Sa Seene Mein)