Yeh Kudiyaan, Nashe Di Pudiyaan...
Yeh Munde, Gali De Gunde...
Yeh Kudiyaan, Nashe Di Pudiyaan...
Yeh Munde, Gali De Gunde...
Nashe Di Pudiyaan...gali De Gunde...
Oh! Hoo!
Mehndi Laga Rakhna, Doli Saja Ke Rakhna.

Lene Tujhe O Gori, Aayenge Tere Sajna.
Mehndi Laga Rakhna, Doli Saja Ke Rakhna.
Oho! Oho!
Oh Ooh! Aaah Aaa Aa Aa Aa Aa Aa..
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna.

Yeh Dil Ki Baat Apne Dil Mein Dabake Rakhna.
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna.
Mehndi Laga Rakhna, Doli Saja Ke Rakhna.
Oye Hoy Hoy! Oye Hoy Hoy!
| |Gm |% |% |F | |F |% |% |Gm | |X 2
Ud-Udke Teri Zulfein, Karti Hai Kya Ishaare?
Dil Thaamke Khade Hain, Aashiq Sabhi, Kaawaanre.
Chhup Jaayein Saari Kudiyaan, Ghar Mein, Sharamke Maare.
Gaaon Mein Aagayeh Hain Paagal Shehar Ke Saare.
Nazrein Jhukake Rakhna, Daaman Bachake Rakhna.

Lene Tujhe, O Gori, Aayenge Tere Sajna.
Mehndi Laga Rakhna, Doli Saja Ke Rakhna.
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna.
Hooo! Aaaah!
Hooo! Aaaah!
Main Ek Jawaan Ladka, Tu Ek Haseen Ladki -
Yeh Dil Machal Gaya To Mera Kasoor Kya Hai?
Rakhna Tha Dil Pe Kaaboo, Yeh Husn To Hai Jaadu -
Jaadu Hi Chal Gaya To Mera Kasoor Kya Hai?
Rasta Hamara Takna, Darwaaza Khulla Rakhna.
Rasta Hamara Takna, Darwaaza Khulla Rakhna.
Lene Tujhe, O Gori, Aayenge Tere Sajna.
Kuchh Aur Ab Na Kehna, Kuchh Aur Ab Na Karna.
Kuchh Aur Ab Na Kehna, Kuchh Aur Ab Na Karna.
Yeh Dil Ki Baat Apne Dil Mein Dabake Rakhna.
Mehndi Laga Rakhna, Doli Saja Ke Rakhna.
Sehra Sajake Rakhna, Chehra Chhupake Rakhna.
Shaawa, Ooye! Hooye! Hooye!
Shaawa, Ooye! Hooye! Hooye! X 6
Shaawa!