Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaaaa......aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaa.......
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla...aaa...
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla...aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaaa.....aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaa.....
For Aaa :
Violin Piece :
Jiske Aane Se Mukammal
Ho Gayi Thi Zindagi........
Dastakein Khushiyon Ne Di Thi
Mit Gayi Thi Har Kami..........
Kyun Bewajah Di Yeh Saza
Kyun Khwaab De Ke Woh Le Gaya
Jiyen Jo Hum Lage Sitam
Azaab Aise Woh De Gaya
Main Dhoondne Ko Uske Dil Mein
Jab Khuda Nikla...aaaaa......aaa
Main Dhoondne Ko Uske Dil Mein
Jab Khuda Nikla...aaaaa......aaa
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla...aaa...
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla...aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaaa.....aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaa
For Aaa :
Dhoondta Tha Ek Pal Mein
Dil Jise Yeh Sau Dafa............
Hai Subah Naraaz Us Bin
Roothi Shaamein Din Khafa.......
Woh Aayein Na, Le Jaayein Na
Haan Uski Yaadein Jo Hai Yahaan
Na Raasta, Na Kuchh Pata
Main Usko Dhoondhunga Ab Kahaan
Main Dhoondne Jo Kabhi Jeene Ki
Wajah Nikla..........
Main Dhoondne Jo Kabhi Jeene Ki
Wajah Nikla..........
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla...aaa...
Pata Chala Ke Galat Leke
Main Pata Nikla...aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaaa.....aaa
Main Dhoondne Ko Zamaane Mein
Jab Wafa Nikla...aaa......