Tumhe......apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Tumhe.....apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Teri.....aankhon
Mein Chaahat Hi Nazar
Aayi Hai, Aayi Hai
Tumhe.....apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Mohabbat Kya Hai
Main Sab Ko Bata Doongi
Mohabbat Kya Hai
Main Sab Ko Bata Doongi
Zamaane Ko Tere
Aage Jhuka Doongi
Teri Ulfat Meri
Jaana Voh Rang
Laayi Hai, Laayi Hai
Teri Ulfat Meri
Jaana Voh Rang
Laayi Hai, Laayi Hai
Tumhe......apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Tere Honton Se Main
Shabnam Churaaoonga
Tere Honton Se Main
Shabnam Churaaoonga
Tere Aanchal Tale
Jeevan Bitaaoonga
Meri Nas Nas Mein
Tu Banke Lahoon
Samaayi Hai, Samaayi Hai
Meri Nas Nas Mein
Tu Banke Lahoon
Samaayi Hai, Samaayi Hai
Tumhe.....apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Teri.....aankhon
Mein Chaahat Hi Nazar
Aayi Hai, Aayi Hai=
Tumhe.....apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Teri Bahon Mein
Hai Dono Jahan Mere
Teri Bahon Mein
Hai Dono Jahan Mere
Main Kuchh Bhi To
Nahin Dilbar Siwa Tere
Tujhe Pake Zamane
Ki Khushi Payee Hai, Payee Hai
Tujhe Pake Zamane
Ki Khushi Payee Hai, Payee Hai
Tumhe.....apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai
Teri....aankhon
Mein Chaahat Hi Nazar
Aayi Hai, Aayi Hai=
Tumhe....apna
Banaane Ki Kasam
Khaayi Hai, Khaayi Hai