Verse 1
Toh Ab Yeh Teh Huwa
Keh Hum Sochein Tujhay Raat Din
Sunti Humein Yeh Fizaa
Tujh Tak Na Pohanchay Sadaa Jaan-E-Dil
Jo Bhi Huwa So Huwa
Wehshat Barhay Mann Ki Ab Tere Bin
Pre-Chorus
Raatein
Saaya
Sooni
Kaayaa?
Tum Se
Naata
Jab Se Tha Paaya
Dil Sukoon Jaanay Na
Chorus
Kyun Dil Sukoon Jaanay Na?
Tu Bhi Kyun Maanay Na
Verse 2
Dhoop Ke Kahay Bina
Din Bhala Yahan Kab Hua?
Aap Hi Samait Lo
Mein Sadaa Ka Bikhra Huwa
Aap Ke Bina
Baagh-E-Dil Mei Kab Kya Huwa?
Mil Gaye Bhi Toh
Daagh-E-Dil Kam Na Huwa
Pre-Chorus
Raatein
Saaya
Sooni
Kaayaa?
Tum Se
Naata
Jab Se Tha Paaya
Dil Sukoon Jaanay Na
Chorus
Kyun Dil Sukoon Jaanay Na?
Tu Bhi Kyun Maanay Na