Kisse Poochoon Hai Aisa Kyun
Bezubaan Sa Yeh Jahaan Hai
Khushi Ke Pal Kahan Dhoondhoon
Benishaan Sa Waqt Bhi Yahan Hai
Jaane Kitne Labon Pe Giley Hain
Zindagi Se Kayi Faasle Hain
Base Jeete Hai Sapne Kyun
Aankhon Mein
Lakeerein Jab Chootey Inn
Haathon Se
Yun Bewajah...
Jo Bheji Thi Duaa
Woh Jaake Aasmaan
Se Yoon Takra Gayi
Ke Aa Gayi Hai Laut Ke Sadaa....
Jo Bheji Thi Duaa
Woh Jaake Aasmaan
Se Yoon Takra Gayi
Ke Aa Gayi Hai Laut Ke Sadaa....
Saanson Ne Kaha Rookh Modh Liya
Koi Raah Nazar Mein Na Aaye
Dhadhkan Ne Kaha Dil Chodh Diya
Kahan Chodey Inn Jismon Ne Saaye
Yahi Baar Baar Sochta Hoon
Tanha Main Yahan
Mere Saath Saath Chal Raha Hai
Yaadon Ka Dhuaan
Jo Bheji Thi Duaa
Woh Jaake Aasmaan
Se Yoon Takra Gayi
Ke Aa Gayi Hai Laut Ke Sadaa....
Jo Bheji Thi Duaa
Woh Jaake Aasmaan
Se Yoon Takra Gayi
Ke Aa Gayi Hai Laut Ke Sadaa....