Chordyes

Sawan Aaya Hai

Sawan Aaya Hai Lyrics by Arijit Singh & Tony Kakkar

Mohabbat Barsa Dena Tu, Sawan Aaya Hai Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai Mohabbat Barsa Dena Tu, Sawan Aaya Hai Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai Sabse Chupa Ke Tujhe Seene Se Lagana Hai Pyaar Mein Tere Hadd Se Guzar Jaana Hai Itna Pyar Kisi Pe, Pehli Baar Aaya Hai... Mohabbat Barsa Dena Tu, Sawan Aaya Hai Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai (Instrumental Break) Kyun Ek Pal Ki, Bhi Judaai Sahi Jaaye Na Kyun Har Subah Tu, Meri Saanson Mein Samaye Na Aaja Na Tu Mere Paas, Doonga Itna Pyaar Mein Kitni Raat Guzaari Hai, Tere Intezaar Mein Kaise Bataun, Jazbaat Ye Mere Maine Khud Se Bhi Jyaada, Tujhe Chaaha Hai Sab Kuch Chodd Ke Aana Tu, Sawan Aaya Hai Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai Sabse Chupa Ke Tujhe Seene Se Lagana Hai Pyaar Mein Tere Hadd Se Guzar Jaana Hai Itna Pyar Kisi Pe, Pehli Baar Aaya Hai... (Instrumental Break) Bheege Bheege Tere Labb, Mujhko Kuch Kehte Hain Dil Hai Khush Mera, Ki Khayal Ek Jaise Hain Roko Na Ab Khud Ko Yun, Sun Lo Dil Ki Baat Ko Dhal Jaane Do Shaam Aur, Aa Jaane Do Raat Ko Kitna Haseen Ye Lamha Hai, Kismat Se Maine Churaya Hai Sawan Aaya Hai Tere Aur Mere Milne Ka, Mausam Aaya Hai Sabse Chupa Ke Tujhe Seene Se Lagana Hai Pyaar Mein Tere Hadd Se Guzar Jaana Hai Itna Pyar Kisi Pe, Pehli Baar Aaya Hai...