Chordyes

Aisa Lagta Hai

Aisa Lagta Hai Lyrics by Alka Yagnik & Sonu Nigam

Ho....aisa Lagta Hai,Jo Na Hua, Hone Kohai. Ho....aisa Lagta Hai, Ab Dil Mera,Khone Kohai. Warna Dil Kyon Dhadakta? Saansein Kyon Rukti? Neendein Meri Kyon Ud Jaati? Ho....aisa Lagta Hai,Jo Na Hua, Hone Kohai. Ho....aisa Lagta Hai, Ab Dil Mera,Khone Kohai. Warna Dil Kyon Dhadakta? Saansein Kyon Rukti? Neendein Meri Kyon Ud Jaati? Ho....aisa Lagta Hai,Jo Na Hua, Hone Kohai. Koichehra Nigahon Pe,Chhane Laga. Koiab Roz Khabon Mein,Aane Laga. Aayi Rut Jo Nayi, Jaage Armaan Kai. Mausam Koi Ghazal Jaise, Gaane Laga. Oh...aisa Lagta Hai, Jaise Nasha, Hone Ko Hai. Aisa Lagta Hai, Hosh Mera, Khone Ko Hai. Warna Dil Kyon Dhadakta? Saansein Kyon Rukti? Neendein Meri Kyon Ud Jaati? Ho....aisa Lagta Hai,Jo Na Hua, Hone Kohai. Mehki Mehki Fiza Ne Liangraiyan. Neeli, Neeli Hai Baadal Ki, Parchhaaiyaan. Thandi, Thandi Hawa Laayi, Raag Naya. Gunji, Gunji Si Hai Jaise, Shehenaiyaan. Ho....aisa Lagta Hai, Koi Mera, Hone Ko Hai. Aisa Lagta Hai, Har Faasla,Khone Kohai. Warna Dil Kyon Dhadakta? Saansein Kyon Rukti? Neendein Meri Kyon Ud Jaati? Ho....aisa Lagta Hai,Jo Na Hua, Hone Kohai. Ho....aisa Lagta Hai, Ab Dil Mera,Khone Kohai. Warna Dil Kyon Dhadakta? Saansein Kyon Rukti? Neendein Meri Kyon Ud Jaati?