Chordyes

Pehla Nasha

Lirik Lagu Pehla Nasha oleh Udit Narayan & Sadhana Sargam & Jatin - Lalit

Chahe Tum Kuch Na Kaho Maine Sun Liya.................. Ke Saathi Pyaar Ka Mujhe Chunn Liya....... Chunn Liya Maine Sunn Liya. Pehla Nasha, Pehla Khumar Naya Pyaar Hai.... Naya Intezaar Kar Loon Main Kya Apna Haal Aye Dil E Bekaraar Mere Dil-E-Bekarar, Tu Hi Bata Pehla Nasha, Pehla Khumar Udta Hi Phirun Inn Hawaon Mein Kahin Yaa Mein Jhool Jaaun In Ghataon Mein Kahin Udta Hi Phirun Inn Hawaon Mein Kahin Yaa Mein Jhool Jaaun In Ghataon Mein Kahin Ik Kar Doon Aasman Aur Zameen Kaho Yaaron Kya Karoon, Kya Nahin................ Pehla Nasha, Pehla Khumar Naya Pyaar Hai, Naya Intezaar Kar Loon Main Kya Apna Haal Aye Dil E Bekaraar Mere Dil-E-Bekarar, Tu Hi Bata Pehla Nasha, Pehla Khumar..... Usne Baat Ki Kuch Aise Dhang Se Sapne De Gaya Wo Hazaron Rang Ke Usne Baat Ki Kuch Aise Dhang Se Sapne De Gaya Wo Hazaron Rang Ke Reh Jaun Jaise Main Haar Ke Aur Choome Wo Mujhe, Pyaar Se..................... Pehla Nasha, Pehla Khumar Naya Pyaar Hai, Naya Intezaar Kar Loon Main Kya Apna Haal Aye Dil E Bekaraar Mere Dil-E-Bekarar, Tu Hi Bata ......