Chordyes

Main Yahaan Hoon

Lirik Lagu Main Yahaan Hoon oleh Udit Narayan & Late Mr.Madan Mohan

Jaanam Dekh Lo Mit Gayin Dooriyan Main Yahaan Hoo, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan.. Kaisi Sarhadein, Kaisi Majbooriyan, Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan | |Em |% |% |% | |Bm |D |Em |Bm | | | |D |Em |% |%| | Tum Chupa Na Sakogi Main Woh Raaz Hoon Tum Bhula Na Sakogi Woh Andaaz Hoon Gunjtaa Hoon Jo Dil Mein To Hairaan Ho Kyon Main Tumhare Hi Dil Ki To Aawaz Hoon Sun Sako To Suno Dhadkanon Ki Zaban Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan Main Hi Main Ab Tumhare Khayaalon Mein Hoon Main Jawaabon Mein Hoon,Main Sawaalon Mein Hoon Main Tumhare Har Ik Khwaab Mein Hoon Basa Main Tumhari Nazar Ke Ujaalon Mein Hoon Dekhti Ho Mujhe, Dekhti Ho Jahan Main Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon... Yahaan Jaanam Dekh Lo Mit Gayin Dooriyan Main Yahaan Hoo, Yahaan Hoon, Yahaan Hoon, Yahaan..