Chordyes

Namo Namo

Lirik Lagu Namo Namo oleh Shubhangi Dave

Female Version Bpm 120 Intro Aum Om Namah Shivay Om Namah Shivay Om Namah Shivay Om Namah Shivay Verse 1 Jai Ho Jai Ho Shankara (Bholenath Shankara) Aadi Dev Shankara (Hey Shivaaya Shankara) Tere Jaap Ke Bina (Bholenath Shankara) Chale Ye Saans Kis Tarah (Hey Shivaaya Shankara) Mera Karm Tu Hi Jaane Kya Bura Hai Kya Bhala Kya Bura Hai Kya Bhala Tere Raaste Pe Main Toh Aankh Mund Ke Chala Aankh Mund Ke Chala Aankh Mund Ke Chala Tere Naam Ki Jyot Ne Sara Har Liya Tamas Mera Chorus 1 Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Jai Trilok Naath Shambhu He Shivaay Shankara Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev He Maheshwara Interlude Shivaaaa Bridge 1 Shristi Ke Janam Se Bhi Pehle Tera Vaas Tha Yeh Jagg Rahe Ya Na Rahe Rahegi Teri Aastha Kya Samay Kya Pralay Dono Mai Teri Mahaanata.. Mahaanata..mahaanata Verse 2 Seepiyon Ki Ontt Main (Bholenath Shankara) Motiyaan Ho Jis Tarah (Hey Shivay Shankara) Mere Mann Mein Shankara (Bholenath Shankara) Tu Basa Hai Uss Tarah (Hey Shivay Shankara) Mujhe Bharam Tha Jo Hai Mera Tha Nahin Kabhi Mera... Arth Kya Nirarth Kya Jo Bhi Hai Sabhi Tera... Tere Saamne Hai Jhuka Mere Sar Pe Haath Rakh Tera Chorus 2 Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Jai Trilok Naath Shambhu He Shivaay Shankara Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev He Maheshwara Namo Namo Ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev He Maheshwara Outro Rudradev He Maheshwara Rudradev He Maheshwara Shankara