Chordyes

Yeh Hosla

Lirik Lagu Yeh Hosla oleh Shafqat Amanat Ali & Salim - Suleiman

Dhum Tu Na Dere Na Na Dere Na Na Dhum Tu Na Dere Na Na Dere Na Na Yeh Hosla Kaise Jhuke Yeh Aarzu Kaise Ruke Yeh Hosla Kaise Jhuke Yeh Aarzu Kaise Ruke Manzil Mushkil To Kya Dhundhala Saahil To Kya Tanha Yeh Dil To Kya Ho Dhum Tu Na Dere Na Na Dere Na Na Dhum Tu Na Dere Na Na Dere Na Na Raah Pe Kante Bikhre Agar Uspe To Phir Bhi Chalna Hai Sham Chhupa Le Suraj Magar Raat Ko Ik Din Dhalna Hi Hai Rut Yeh Tal Jaayegi Himmat Rang Laayegi Subha Phir Aayegi Ho Yeh Hosla Kaise Jhuke Yeh Aarzu Kaise Ruke Yeh Hosla Kaise Jhuke Yeh Aarzu Kaise Ruke Hogi Hume Jo Rehmat Ada Dhoop Kategi Saaye Tale Apni Khuda Se Hai Yeh Duaa Manzil Lagale Hum Ko Gale Jurrat Sau Bar Rahe Ucha Ikrar Rahe Zinda Har Pyar Rahe Ho.. Yeh Hosla Kaise Jhuke Yeh Aarzu Kaise Ruke Yeh Hosla Kaise Jhuke Yeh Aarzu Kaise Ruke