To Make This Simpler,
Put Capo On 1St Fret, And Transpose This -1.
Intro Chords
Verse 1
Qaabil-E-Taareef Tu
Apsara'on Jaisi Huu-Ba-Huu
Dikhe Nigaahon Ko Tu Ku-Ba-Ku
Tera Asar Hardam Ru-Ba-Ru
Pre-Chorus
Mehbooba Main Deevaana
I Just Wanna Tell You Jaana
Teri Ada'on Ke Qatre
Shabnami
Chorus
Dilruba Dil-Nasheen
Ba-Khuda Tu Haseen
Tere Jaisi Hoor Na Koi
Tum Mile Gul Khile
Gul Khile Jo Tum Mile
Gulzar Zindagi Yeh Ho Gayi
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Saxophone Solo
Verse 2
Main Bhoolne Laga Hoon
Kaam-Kaaj Sab Kyun
Kyunki Tuney Hai Zehan Ko Qaid Kar Liya
Khalbali Machi Hai
Akl Na Bachi Hai
Dakhl Tuney Zindagi Mein Iss Qadar Diya
Bana Main Majnu Mastaana
Aashiq Puraana
Sun Le Dil-Phenk Hoon Nahin
Pre Chorus
Mehbooba Main Deevaana
I Just Wanna Tell You Jaana
Teri Ada'on Ke Qatre
Shabnami
Chorus
Dilruba Dil-Nasheen
Ba-Khuda Tu Haseen
Tere Jaisi Hoor Na Koi
Tum Mile Gul Khile
Gul Khile Jo Tum Mile
Gulzar Zindagi Yeh Ho Gayi
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Dilruba Mere Dil-Nasheeen
Outro
Kya Cheez Hai Tu
Kya Cheez Hai
Kya Cheez Hai
O Meri Dilruba
Yeh Tera Noor Hai
Ya Suroor Hai
Fitoor Tera Chadh Chuka Hai Dilruba