Chordyes

Sang Hoon Tere

Lirik Lagu Sang Hoon Tere oleh Pritam & Nikhil D'souza

Tujhe Sochta Hoon Main Shaam Oh Subah Iss Se Zyada Tujhe Aur Chahoon Toh Kya Tere Hi Khayalon Mein Dooba Raha Iss Se Zyada Tujhe Aur Chahoon Toh Kya Bas Saare Gham Mein Jaana, Sang Hoon Tere Har Ek Mausam Me Jaana, Sang Hoon Tere Ab Itne Imtehaan Na Le Mere.. Aaa...sang Hoon Tere Aaa...sang Hoon Tere Aaa...sang Hoon Tere.. Meri Dhadkano Mein Hi Teri Sada Iss Kadar Tu Meri Rooh Mein Bas Gaya Teri Yaadon Se Kab Raha Main Judaa Waqt Se Pooch Le, Waqt Mera Gawaah Bas Saare Gham Mein Jaana, Sang Hoon Tere Har Ek Mausam Me Jaana, Sang Hoon Tere Ab Itne Imtehaan Na Le Mere.. Aaa...sang Hoon Tere Aaa...sang Hoon Tere Aaa...sang Hoon Tere.. Tu Mera Thikaana Mera Aashiyana Dhale Shaam Jab Bhi Mere Paas Aana Hai Baahon Mein Rehna Kahin Ab Naa Jaana Hoon Mehfooz Inn Mein Bura Hai Zamana Bas Saare Gham Mein Jaana, Sang Hoon Tere Har Ek Mausam Me Jaana, Sang Hoon Tere Ab Itne Imtehaan Na Le Mere.. Aaa...sang Hoon Tere Aaa...sang Hoon Tere Aaa...sang Hoon Tere..