Chordyes

Khamoshiyan Gungunane Lagi

Lirik Lagu Khamoshiyan Gungunane Lagi oleh Lata Mangeshkar & A. R. Rahman & Sonu Nigam

Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee Sarghoshi Kare Hawaaa Chupke Se Mujhe Kahaaa Dil Ka Haal Bataaa Dilbar Se Naa Chhupa Sunke Baat Yeh Sharm Se Meri Ankhein Juk Jaane Lagi Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee Jaag Utha Hai Sapna Kiska Meri In Ankhon Mein Ek Nayee Zindagi Shaamil Ho Rahi Saanon Me Kisi Ki Andhi Hai Sada Hawaon Mein Kisi Ki Baate Hai Dabi Si Hothon Me Raat Din Meri Ankhon Me Khoyi Parchhayee Lehrane Lagee Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee Dil Ka Yeh Carvaan Yoon Hi Tha Rava Davaaa Manzil Na Humsafar Lekin Me Rava Dava Teri Woh Ek Nazar Kar Gayee Asar Duniya Sawar Jaane Lagee Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee Bekhayali Me Bhi Aata Hai Khayaal Tera Bekarari Meri Karti Hai Sawaal Tera Teri Wafaon Ki Umeedein Hai Mujhko Hmm...teri Nigaahon Ki Panah De Mujhko Sun Ae Humnashi Aas Yeh Teri Mujhko Tadpaane Lagee Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee Dil Ka Yeh Carvaan Yoon Hi Tha Rava Davaaa Manzil Na Humsafar Lekin Me Rava Dava Teri Woh Ek Nazar Kar Gayee Asar Duniya Sawar Jaane Lagee Khamoshiyan Gungunane Lagee Tanhaiyaan Muskurane Lagee