Chordyes

Tumhein Apna Banane Ki Kasam Khai Hai

Lirik Lagu Tumhein Apna Banane Ki Kasam Khai Hai oleh Kumar Sanu & Anuradha Paudwal

Tumhe......apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Tumhe.....apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Teri.....aankhon Mein Chaahat Hi Nazar Aayi Hai, Aayi Hai Tumhe.....apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Mohabbat Kya Hai Main Sab Ko Bata Doongi Mohabbat Kya Hai Main Sab Ko Bata Doongi Zamaane Ko Tere Aage Jhuka Doongi Teri Ulfat Meri Jaana Voh Rang Laayi Hai, Laayi Hai Teri Ulfat Meri Jaana Voh Rang Laayi Hai, Laayi Hai Tumhe......apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Tere Honton Se Main Shabnam Churaaoonga Tere Honton Se Main Shabnam Churaaoonga Tere Aanchal Tale Jeevan Bitaaoonga Meri Nas Nas Mein Tu Banke Lahoon Samaayi Hai, Samaayi Hai Meri Nas Nas Mein Tu Banke Lahoon Samaayi Hai, Samaayi Hai Tumhe.....apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Teri.....aankhon Mein Chaahat Hi Nazar Aayi Hai, Aayi Hai= Tumhe.....apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Teri Bahon Mein Hai Dono Jahan Mere Teri Bahon Mein Hai Dono Jahan Mere Main Kuchh Bhi To Nahin Dilbar Siwa Tere Tujhe Pake Zamane Ki Khushi Payee Hai, Payee Hai Tujhe Pake Zamane Ki Khushi Payee Hai, Payee Hai Tumhe.....apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai Teri....aankhon Mein Chaahat Hi Nazar Aayi Hai, Aayi Hai= Tumhe....apna Banaane Ki Kasam Khaayi Hai, Khaayi Hai