Chordyes

Shahjehan - Gham Diya Mustaquil

Lirik Lagu Shahjehan - Gham Diya Mustaquil oleh K.L. Saigal

Time Signature: 7/8 (Rupak Taal) Chorus Gham Diye Mustaqil, Kitnaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa De Uthe Daag-E-Lau Unse Ai Maah-E-Nau Kah Sunaanaa Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa Interlude Verse Dil Ke Haathon Se Daaman Chhudaakar Gham Ki Nazaron Se Nazaren Bachaakar Uthke Wo Chal Diye, Kahte Hi Rah Gaye Ham Fasaanaa Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa Verse Koyi Meri Ye Roodaad Dekhe, Ye Mohabbat Ki Bedaad Dekhe Phunk Rahaa Hai Jigar, Pad Rahaa Hai Magar Muskuraanaa Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa Chorus Gham Diye Mustaqil, Kitnaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa