Dil Kya Kehta Hai Mera Kya Main Bataaon
Tum Ye Samjhoge Shaayad Main Paagal Hoon.
Dil Kya Kehta Hai Mera Kya Main Bataaon
Tum Ye Samjhoge Shaayad Main Paagal Hoon.
Dil Karta Hai Tv Tower Pe Main Chad Jaoon
Chilla Chilla Ke Main Ye Sabse Keh Doon.
Rock On
Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On
Har Lamha Pukaara
Rock On
Yuheen Dekhta Hai Kya Tu
Rock On
Zindagi Milegi Na Dubaraaa....
Dil Karta Hai Sadkon Par Zor Se Gaoon
Sab Apne Apne Ghar Ki Khidki Kholen
Phir Main Aise Josheelay Geet Sunaoon
Mere Geeton Ko Sunke Sab Ye Bole
Rock On
Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On
Har Lamha Pukaara
Rock On
Yuheen Dekhta Hai Kya Tu
Rock On
Zindagi Milegi Na Dubaraaa....
SOLO
Jaise Jeene Ko Dil Chahe
Jee Waise Tu
Meri Toh Hai Bas Ye Raaye Ki
Apne Jitne Bhi Armaan
Hain Poore Karle Tu
Rock On
Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On
Har Lamha Pukaara
Rock On
Yuheen Dekhta Hai Kya Tu
Rock On
Zindagi Milegi Na Dubaraaa....
Rock On
Hai Ye Waqt Ka Ishaara
Rock On
Har Lamha Pukaara
Rock On
Yuheen Dekhta Hai Kya Tu
Rock On
Zindagi Milegi Na Dubaraaa....