Chordyes

Ae Yaad

Lirik Lagu Ae Yaad oleh Faheem Abdullah

Verse Ae Yaad, Tu Yoon Na Yaad Aa Jaa, Thodi Der Ke Baad Aa Woh Thi Toh Meri Zindagi Main Bhi Toh Uska Tha Laadla Ab Kya Kahoon Ke Main Roz-O-Shab Yaadon Mein Uski Hoon Kaat'ta Yahin Toh Tha Mera Humnafas Kahan Gaya, Mujhe Kya Pata Pre-Chorus Maine Ghaltiyon Ko Sudhaar Kar Maine Har Gali Mein Pukaar Kar Socha Ke Woh Mil Jaayega Mila Toh Kitna Naraaz Par Chorus Dawa-E-Dil Ko Dhoondhne Jaa Raha Hoon Main Dar-Ba-Dar Tere Ishq Ne Hai Kya Kiya Hoon Khwaar Khud Ko Sanwaar Kar Hoon Khwaar Khud Ko Sanwaar Kar Hoon Khwaar Khud Ko Sanwaar Kar Outro Ae Yaad, Tu Yoon Na Yaad Aa Jaa, Thodi Der Ke Baad Aa Ae Yaad, Tu Yoon Na Yaad Aa Jaa, Thodi Der Ke Baad Aa