Chordyes

Hua Hai Aaj Pehli Baar

Lirik Lagu Hua Hai Aaj Pehli Baar oleh Armaan Malik & Palak Mucchal

Hua Hai Aaj Pehli Baar Jo Aise Muskuraya Hoon Tumhe Dekha Toh Jaana Ye Ki Kyun Duniya Mein Aaya Hoon Ye Jaan Lekar Ke Jaan Meri Tumhe Jeene Main Aaya Hoon Main Tumse Ishq Karne Ki Ijaazat Rab Se Laaya Hoon Ahahaa Oho La La Laaaa ........................................ Zameen Se Aasmaan Tak Hum Dhoondh Aaye Jahaan Saara Bana Paaya Nahi Ab Tak Khuda Tumse Koi Pyaara Zameen Se Aasmaan Tak Hum Dhoondh Aaye Jahaan Saara Bana Paaya Nahi Ab Tak Khuda Tumse Koi Pyaara Baaton Mein Teri Hain Badmashi Yaan Sab Bewajah Ki Hain Taarifi Yaan Main Likh Doon Aasmaan Par Ye Ke Padh Lega Jahaan Saara Hua Naa Hoga Ab Koi Yahan Hum Do Sa Dobara Main Duniya Bhar Ki Taarifein Tere Sajde Mein Laaya Hoon Main Tumse Ishq Karne Ki Ijaazat Rab Se Laaya Hoon Tu Hai Jo Rubaru Mere Bada Mehfooz Rehta Hoon Tere Milne Ka Shukrana Khuda Se Roz Kart A Hoon Tu Hai Jo Rubaru Mere Bada Mehfooz Rehta Hoon Tere Milne Ka Shukrana Khuda Se Roz Karta Hoon Humko Pata Hai Yeh Nadani Yaan Aawara Dil Ki Hai Aawari Yaan Yeh Dil Paagal Bana Baitha Ise Ab Tu Hi Samjha De Dikhe Tujhme Meri Duniya Meri Duniya Tu Banja E Hoon Khushkismat Jo Kismat Se Tumhe Aise Main Paaya Hoon Main Tumse Ishq Karne Ki Ijaazat Rab Se Laaya Hoon