Verse 1
Yogya Tu Hai Yogya Meri Samajh Se Pareh
Andaaza Nahi Mujhe Teri Mahimaa Kaisi Hai
Mein Na Batlaa Paoon Kitnaa Gehera Tera Prem
Kanon Ne Suna Tha Prabhu Ab Dekha Aankhon Ne
Chorus
Tu Yogya, Tu Yogya,
Tu Yogya
Tu Hai Yogya Stuthi Ke
Humesha Ke Liye
Tu Yogya, Tu Yogya,
Tu Yogya
Tu Hai Yogya Stuthi Ke
Humesha Ke Liye
Verse 2
Mahimaa Doon Main Use Jisne Bachaya Mujhko
Tune Khoja Aur Chudaya Meri Sharm Se Mujhko
Bebayaan Hai Karuna, Apaar Tera Prem
Kanon Ne Suna Tha Prabhu Ab Dekha Aankhon Ne
Chorus
Tu Yogya, Tu Yogya,
Tu Yogya
Tu Hai Yogya Stuthi Ke
Humesha Ke Liye
Tu Yogya, Tu Yogya,
Tu Yogya
Tu Hai Yogya Stuthi Ke
Humesha Ke Liye
Outro
Karein Prashansa Gayein Stuthi Geet
Karein Prashansha Tere Naam Ki
Karein Prashansa Gayein Stuthi Geet
Karein Prashansha Tere Naam Ki
Karein Prashansa Gayein Stuthi Geet
Karein Prashansha Tere Naam Ki
Karein Prashansa Gayein Stuthi Geet
Karein Prashansha Tere Naam Ki