Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Ke Jabse Maine Tumko Dil Ye De Diya
Mitha Mitha Sa Dard Le Liya
Suno O Priya Maine Tumko Dil Diya
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Nazar Se Yoon Mili Nazar
Deewana Main Ho Gaya
Asar Yeh Kya Hua Asar
Kahan Yeh Main Kho Gaya
Behke Behke Kadam
Behka Behka Hai Mann
Cha Gaya Cha Gaya
Mujhpe Deewana Pan
Suno O Priya Maine Tumko Dil Diya
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Jhuki Jhuki Nigaho Mein
Balaa Ki Shokhiyaan Chupi
Khuli Khuli Latoon Mein Bhi,
Haye Ghataa Ki Mastiyaan Ruki
Yeh Haya Yeh Adaa
Yeh Hansee Yeh Nayan
De Gaye, De Gaye
Meethi Meethi Chubhan
Suno O Priya Maine Tumko Dil Diya
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Ke Jabse Maine Tumko Dil Ye De Diya
Mitha Mitha Sa Dard Le Liya
Suno O Priya Maine Tumko Dil Diya
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no
Nasha Yeh Pyar Ka Nasha Hai
Yeh Meri Baat Yaaron Maano
Nashey Mein Yaar Doob Jao
Raho Na Hosh Mein Deewa...no