Chordyes

Behti Hawa Sa Tha Woh

Behti Hawa Sa Tha Woh Lyrics by Shaan

Behti Hawa Sa Tha Woh Udti Patang Sa Tha Woh Kahan Gaya Usey Dhoondo Behti Hawa Sa Tha Woh Udti Patang Sa Tha Woh Kahan Gaya Usey Dhoondo Humko To Raahein Thi Chalati Woh Khud Apni Raah Banata Girta, Sambhalta, Masti Mein Chalta Tha Wo Hum Ko Kal Ki Fikr Sataati Woh Bus Aaj Ka Jashn Manaata Har Lamhe Ko Khul Ke Jeeta Tha Who Kahan Se Aaya Tha Woh Chhoo Ke Humare Dil Ko Kahan Gaya Usey Dhoondo Sulagti Dhoop Mein Chhaaon Ke Jaisa Registaan Mein Gaaon Ke Jaisa Mann Ke Ghaav Pe Marham Jaisa Tha Who Hum Sahme Se Rehte Koovein Mein Woh Nadiya Mein Gote Lagata Ulti Dhara Cheer Ke Tairta Tha Who Baadal Awara Tha Woh Yaar Humara Tha Woh Kahan Gaya Usey Dhoondo Humko To Raahein Thi Chalati Woh Khud Apni Raah Banata Girta, Sambhalta, Masti Mein Chalta Tha Wo Hum Ko Kal Ki Fikr Sataati Woh Bus Aaj Ka Jashn Manaata Har Lamhe Ko Khul Ke Jeeta Tha Who Kahan Se Aaya Tha Woh Chhoo Ke Humare Dil Ko Kahan Gaya Usey Dhoondo