|Intro|
|Verse 1|
Kitne Vaade, Kitni Baatein Baaki Hain
Kitne Vaade, Kitni Baatein Baaki Hain
In Parchhaiyo Se Badal Bhi Jau Toh
Mai Befikar Hu, Madhosh Ho Bhi Jau Toh
|Chorus|
Tum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho
|Verse 2|
Uljhi Nazare Kaise Anjaan Sheheron Me
Saari Kasme Behti Yaado Ki Lehro Me
Iss Geherai Se Bekhabar Ho Jau Toh
Mai Befikar Hu, Madhosh Ho Bhi Jau Toh
|Chorus|
Tum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho
|Bridge|
Kho Jaane Ki Zidd Na Karo
Khwaaish Hai Ye Dil Ki
Kho Jaane Ki Zidd Na Karo
Mai Bhi Toh Laut Aunga
Havaao Sa Gu Ngunaunga
|Verse 3|
Kitne Vaade, Kitni Baatein Baaki Hain
Kitne Din Aur, Kitni Raatein Baaki Hain
|Chorus|
Tum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho
|Outro|
Tum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho