Koi Dil Bekaabu Kar Gaya,
Aur Ishqaan Dil Mein Bhar Gaya
Koi Dil Bekaabu Kar Gaya,
Aur Ishqaan Dil Mein Bhar Gaya
Aankhon Aankhon Mein Woh,
Laakhon Gallaan Kar Gaya Oye
O Rabba Mein To Mar Gaya Oye,
Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye...
O Rabba Mein To Mar Gaya Oye,
Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye.....
Ab Dil Chahe Khamoshi Ke
Hothon Pe Main Likh Doon
Pyaari Si Baatein Kayi
Kuchh Pal Mere Naam Kare Woh
Main Bhi Uske Naam Pe
Likhu Mulaaqateinkayi
Ho Pehli Hi Takni Mein Bann Gayi Jaan Pe
Naina Waina Uske Mere Dil Pe Chapey
Ab Jaaun Kahan Pe, Dil Ruka Hai Wahaan Pe
Jahaan Dekh Ke Mujhe Woh Aagey Badh Gaya Oye
Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye...
Oh Rabba Main Toh Mar Gaya Oye
Shaddai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye...
Mausam Ke Azaad Parindey,
Haathon Mein Hai Uske
Ya Woh Bahaaron Si Hai
Sardi Ki Woh Dhoop Ke Jaisi,
Garmi Ki Shaam Hai
Pehli Fuhaaron Si Hai
Mere Pyaar Ka Mausam Bhi Hai,
Lagey Meri Mehram Bhi Hai
Mera Pyaar Ka Mausam Bhi Hai,
Lagey Meri Mehram Bhi Hai
Jaane Kya Kya Do Aankhon Mein Main Padh Gaya Oye
O Rabba Mein To Mar Gaya Oye,
Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye...
O Rabba Mein To Mar Gaya Oye,
Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye.....
Koi Dil Bekaabu Kar Gaya,
Aur Ishqaan Dil Mein Bhar Gaya
Aankhon Aankhon Mein Woh,
Laakhon Gallaan Kar Gaya Oye
O Rabba Mein To Mar Gaya Oye,
Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye...
O Rabba Mein To Mar Gaya Oye,
Shadai Mujhe Kar Gaya Kar Gaya Oye.....