Chordyes

Mein Tera

Mein Tera Lyrics by Maanu & Abdul Hannan

Intro Verse 1: Maanu Ajab Si Hai Yeh Pyaar Ki Daastaan Teri Aankhon May Basay Woh Pal Hi Hain Wajah, Mhmm Ranjishon Ki Intehaa Laayi Iss Dagar Pe Bikhra Teri Yaad Ka Aanchal Milay Naa Teri Dhoop Ab Mujhe Agarche Andhere May Yeh Aangan Pre Chorus: Maanu O Ay Mere Khuda, Mujhko Samjha Kaise Chalta Mohabbat Ka Kaarwaan? Leta Rehta Hoon Bas Uska Naam Jo Nahi Hai Ab Yahan Chorus: Maanu Haan, Meelon Ka Hai Yeh Faasla Saza-E-Ishq Hai Kuch Iss Tarah Ke Adhoora Sa Yoon Lagne Hai Laga Ghum Puranay Darguzar Tu Kar Zara Khaas Tha Jo Mere Tere Darmiyaan Kar Naa Paaya Kyun Mein Tujhse Yeh Bayaan Ke Tu Hi Hai Meri, Hoon Mein Tera Aur Tere Gird Ghoomay Yeh Jahaan Post-Chorus: Maanu Hmm, Ghoomay Yeh Jahaan Hmm, Ghoomay Yeh Jahaan Ghoomay Yeh Jahaan Verse 2: Abdul Hannan Jaise Dhalte Sooraj Ki Roshni Waisi Hi Thi Woh Unkahi Si Baat, Mmm Khojta Rehta Tere Nazaray Poochta Hoon, Bata Tu Kahan Rе? Sajna Sanwarna Yaad Aaye Reh Gaye Tou Bas Yеh Kinaaray Pre Chorus: Maanu Ay Mere Khuda, Mujhko Bata Kya Yehi Hai Mera Imtehaan Ke Woh Dard Barhta Raha Par Jab Tak Hai Jaan Karenge Hum Pyaar? Chorus: Abdul Hannan Haan, Meelon Ka Hai Yeh Faasla Saza-E-Ishq Hai Kuch Iss Tarah Ke Adhoora Sa Yoon Lagne Hai Laga Ghum Puranay Darguzar Tu Kar Zara Khaas Tha Jo Mere Tere Darmiyaan Kar Naa Paaya Kyun Mein Tujhse Yeh Bayaan Ke Tu Hi Hai Meri, Hoon Mein Tera Aur Tere Gird Ghoomay Yeh Jahaan Post-Chorus: Maanu Hmm, Ghoomay Yeh Jahaan Hmm, Ghoomay Yeh Jahaan Ghoomay Yeh Jahaan