Aankhon Ki Gustakhiyan................
Maaf Hon
Ho.. Aankhon Ki Gustakhiyan..................
Maaf Hon
Ik Tuk Tumhein Dekhti Hain
Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan
Tumse Yeh Woh Kehti Hai
Aankhon Ki Sharm-O-Haya................
Maaf Hon
Tumhein Dekh Ke Jhukti Hain.......
Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakeen
Jhuki Aankhein Woh Kehti Hain
Aankhon Ki Gustakhiyan........maaf Hon
Kajal Ka Ik Til
Tumhaare Labon Pe Laga............loon
Haan Chanda Aur Suraj Ki
Nazron Se Tumko Bacha Loon
O..palkon Ki Chilman Mein
Aao Main Tumko Chhupa............loon
Khyaalon Ki Yeh Shokhiyaan......aan..............
Maaf Hon....
Hardam Tumhein Sochti Hain
Jab Hosh Mein Hota Hai Jahan
Madhosh Yeh Karti Hain
Aankhon Ki Sharm-O-Haya................
Maaf Hon
Yeh Zindagi Aapki Hi Amaanat Rahe.......gi
Dil Mein Sada Aapki Hi Muhabbat Rahe....gi
In Saanson Ko Aapki Hi Zaroorat Rahe......gi
Haan Is Dil Ki Nadaaniyan............
Maaf Hon
Yeh Meri Kahan Sunti Hain.....
Yeh Pal Pal Jo Hoti Hain Bekal Sanam
To Sapne Naye Bunti Hain
Hmm.. Aankhon Ki Gustakhiyan..............
Maaf Hon
Ki Sharm-O-Haya..hahah................
Maaf Ho...