Alaahda Alaahda
Huey Toh Hain Alaahda
Poori Tarha Magar Nahin
Huey Hain Kyun Alaahda
Alahada Alahada
Hain Naam Se Alaahda
Judi Huyi Hai Rooh Toh
Hain Naam Ke Alaahda
Tere Bagair
Jeena Lagta Hai Khaali
Dil Hai Magar
Seena Lagta Hai Khaali
Meri Gali Alaahda
Tera Shehar Alaahda
Yaadon Ka Hai Pata Wohi
Jahaan Huve Alaahda
Tere Bagair
Jeena Lagta Hai Khaali
Dil Hai Magar
Seena Lagta Hai Khaali
Din Raat Adhoorapan Cheere
Zang Lage Khuroor Ki Dhaar Se
Takiye Ka Neend Se Toh Jhagda Hua Sa Hai
Kaante Ghadiyon Ke Dheere
Chale Hain Kyon?
Chale Hain Kyon Waqt Se?....
Tere Bagair
Jeena Lagta Hai Khaali
Dil Hai Magar
Seena Lagta Hai Khaali
Alaahda Alaahda
Huey Toh Hain Alaahda
Poori Tarha Magar Nahin
Huey Hain Kyun Alaahda
Alahada Alahada
Hain Naam Se Alaahda
Judi Huyi Hai Rooh Toh
Hain Naam Ke Alaahda
Tere Bagair
Jeena Lagta Hai Khaali
Dil Hai Magar
Seena Lagta Hai Khaali